Zakir Khan Quotes: That Will Sakht You Forever

Published:Mar 6, 202418:25
Updated on:Mar 6, 2024
0
Zakir Khan Quotes: That Will Sakht You Forever
wewishes.com

Zakir Khan was born on August 20, 1987, in a modest bourgeois family in Indore (Madhya Pradesh). His family has a strong line of music and cultural ethos. His father, Ustad Ismail Khan, is a music teacher at St. Raphael School of Indore and his mother, Kulasum Khan, is a housewife. Zakir loves his two brothers, Zeeshan Khan, and Arbaaz Khan. Zeeshan is an upcoming singer.

In childhood, due to bullying, Zakir Khan had to change the school often. He recalled in an interview with ‘Chaipaani’ that his classmates intimidated him because of his unattractive appearance and a dark complexion.

Even nowadays, he continues to remember his so-called “unattractive” appearances to give himself an impetus to gain success by virtue of his talent and determination alone.

Occupation

  • Writer
  • Stand-up comedian
  • Actor
  • Presenter
  • YouTuber
  • Sitarist
[adace-ad id="6046"]
  • HAQ SE SINGLE (Amazon Prime Video)
  • CHACHA VIDHAYAK HAIN HUMARE (Amazon Prime Video)
  • KAKSHA GYARAVI (Amazon Prime Video)
  • UMMEED WITH ZAKIR KHAN (Gaana.com)
  • TATHASTU (Amazon Prime Video)

Zakir Khan Ummeed Quotes

  • "Aapki muskurahat mere liye ummeed hai." (Your smile is my hope.)
  • "Jab aap kuch chaho aur puri kaynat usse aapko milane ki koshish mein lag jati hai, toh aapko wahi milta hai jo aap chah rahe hote hain." (When you truly desire something, the whole universe conspires to make it happen.)
  • "Kuch rishtey anjaane mein ho jate hain, aur fir unka ehsaas hota hai." (Some relationships happen by chance, and then you realize their importance.)
  • "Chhodo na yaar, aise bhi din aate hain. Aapke life mein kabhi na kabhi." (Forget it, such days come in everyone's life sooner or later.)
  • "Jo bhi karna hai, dil se karo. Lekin koi bhi kaam bada ya chhota nahi hota." (Whatever you do, do it with all your heart. No task is too big or too small.)
  • "Life mein naa sahi, but relationship mein, kisi na kisi se haarke toh dekhein." (Even if you don't lose in life, try losing to someone in a relationship.)
  • "Kabhi kabhi, kuch jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai." (Sometimes, to win something, you have to lose something.)

Zakir khan Personal life

Zakir has great respect for his father for supporting him throughout his life and especially during his crises. His grandfather, Ustad Moinuddin Khan, was a Padma Shri award winner and an artist working for AIR (All India Radio) in Jaipur.

He was a singer and a prominent performer of classical musical instruments from Jaipur Gharana. His father Ismail Khan is another eminent musician. Zakir Khan started his sitar classes at the age of seven with his father and grandfather. Later, he graduated by playing sitar

He was educated at St. Paul’s High School in Indore but did not complete his studies. From his childhood, he participated enthusiastically in many shows and theatrical performances. Her hobbies include singing, writing poetry in Urdu, and composing songs.

[adace-ad id="6046"]

His most admired poet is Mirza Ghalib and the most popular actor is Nawazuddin Siddiqi. He personally feels that the humorous series of Kapil Sharma does not have the dynamics that modern comedy calls for in India. Zakir views stand-up comedy as an art form that addresses social, moral, and political dichotomies in India.

Must Visit: Whatsapp Status Video Download

0% Attitude
0% Copy 0%
Nepotism 100%
Talent 100%
Success This is the story of Zakir Khan the legend♥️

Zakir Khan Quotes

“Sakht Launda” is the term derived from famous comedian Zakir's jokes and its literal meaning is a person who has an attitude of his own and does what he wants to do with focus and does not care of opinion of others, he will stay focused no matter what won't get dithered from path be it a girl or any other thing nothing can influence his character.

Hmm Acha Theek Hai

I want to say all Girls “Sachin Sabaka Baap hai…” Zakir khan

Sachin Sabaka Baap hai

If No Kajal Look is Statement, toh Chappal bhi Statement hai…
“Ja… Nahi hounga Taiyar tere liye…” Zakir khan

Zakir khan Quotes Quotes, india

Mein India ka Most loved Comedian Banana Chaahata hoon – Zakir Khan

Zakir Khan Be Most Loved comedian

Apni nazron mein apni self-esteem low bahut galat baat hai. Zakir khan

Zakir khan, Quotes, Hindi quotes

I want to be india most loved comedian – Zakir Khan


Zakir Khan New Quote

Ego unme hai, Toh hum Halke hai kya… Zakir khan

Zakir khan quote, Ego

Muskan ki Chamkan kahi or…. Zakir khan

Badal important hai babu Zakir khan

Badal important hai babu

Bahot Pighala hu bhai… tabjake sakht huna hunnn. Zakir khan

Bahot Pighala hu bhai, tabjake SAKKT huna hunnnn

Hmm... Acha... Theek Hai Zakir khan

Adami ko khali chodoge toh kya hi karega… jinko pata hai, Unko pata hai… Zakir khan

Zakir Khan Quotes (Ummeed )

What I personally loved about this series is Zakir bhai’s personal touch, voice and how he relates his journey and yet making it relatable to the masses. Once you plug in to listen to this series, he creates a world for you as a mentor, probably a therapist and a non-judgemental friend who is here to listen, support and empathize.

[adace-ad id="6046"]

Mohhabat karo bahot, Lekin khud ke Ijata ke saath karo

Jo apni Ijaat nai karta, Jo apane ap se piyar nai karta, wo ap se kya khak piyar karega.

Kya mai apana Ahem(Self Respect) deke,
Mohhabat hasil kar skta hun, toh wo bahot common tarikha hai,
Mat karo.

Jindagi bahot Labhi hai, Tanha katna bahot bura katna hai hai

Duiya mai bahot se log hai, jo already isak ke dhool mai lete hue hai,
toh dhool zadiye or mohabbat barabri wale se kariye.

Jin Car ke sticker lagaye the kabhi copy par, Aj wo car Ghar mai khadi hai Garage mai.

Zakir Khan Quotes on Love

Jise Piyar hota hai, use hota hai… koi Logic to hota nahi hai…BC

Zakir Khan Quotes on Love

Roti kyon Raheti hai Orate, Kyonki tu Chutiya hai BC…

Roti kyon Raheti hai Orate, Zakir khan

Agar ap Relationship mai apne Partner ko Range hath Pakad lete ho…
Toh phir usko Maaf karo…. Kya pata vo Sudhare

Zakir khan quotes

To all girl: Tum Patag nahi ho, Panchhi ho… koi Dhor tumeh Rok nahi skati…

Zakir khan Shayari on love

We picked out some of his shayaris for you and just like his stand-up acts, they're extremely relatable.

Bahut Masum Ladki Hai Ishq Ki Baat Nahi Samajhti,
Na Jane Kis Din Main Khoyi Rehti Meri Raat Nahi Samajhti.

Zakir khan Shayari on love

Ab Koi Haq Se Haath Pakadkar Mehfil Mein Dobara Nahi Baithata,
Sitaaron Ke Beech Se Suraj Banne Ke Kuch Apne Hi Nuksaan Hua Karte Hain. – Zakir khan

Zakir khan Shayari

“Har ek copy ke peeche kuch na kuch khaas likha hai,
Bas iss tarah tere mere ishq ka itihaas likha hai
Tu duniya mein chahe jahan bhi rahe
Apni diary mein maine tujhe paas likha hai.” Zakir khan

Zakir khan Shayari , love

Har Ek Dastoor Se Bewafai
Maine Shiddat Se Hai Nibhai,
Raaste Bhi Khud Hai Dhundhe
Aur Manzil Bhi Khud Banayi. Zakir khan

Har Ek Dastoor Se Bewafai

Bewajah Bewafaaon Ko Yaad Kiya Hai,
Galat Logon Pe Bahut Waqt Barbaad Kiya Hai. Zakir khan

Jante Ho woh agar hazar baar zulfein na saware toh uska guzara nahi hota,
Waise dil bahut saaf hai uska inn harkaton mein koi ishara nahi hota.
Khuda Ke waste, Khuda ke waste use kabhi rok na dena,
Uski azadi se usse kabhi toh na dena,
Ab meh nahi tum uske dildaar ho toh sun lo,
Usse acha nahi lagta!! Zakir khan

Zakir khan shayari

Ishq Ko Masoom Rehne Do
Notebook Ke Aakhri Panne Par,
Aap Use Kitaabon Mein Daalkar
Mushkil Na Kijiye. Zakir khan

Use Main Kya, Mera Khumar Bhi Mile Toh Berahmi Se Tod Deti Hai,
Woh Khwab Main Aati Hai Mere, Phir Aakar Mujhe Chhod Deti Hain. Zakir khan

Zakir khan quotes

Kaamyabi Tere Liye Humne Khud Ko Kuch Yun Taiyaar Kar Liya,
Maine Har Jazbaat Baazar Main Rakh Kar Ishtehaar Kar Liya. Zakir khan

Zakir khan success quote

Maana Ki Tumko Ishq Ka Tazurba Bhi Kam Nahi,
Humne Bhi Baag Mein Hain Kai Titliya Udaayin. Zakir khan

Maana Ki Tumko Ishq Ka Tazurba Bhi Kam Nahi

Ektarfa piyar ki Khubsurat ye hai ke …
Ap har din Jeetate ho…
Or Har din Harte ho… Zakir khan

Who Rishta mere liya 2 ke parade jaisa.
Par use Liye 19 ka table ho gaya hai.
Mujhse Bhoola nahi jata,
Use yaad dilana padta hai.
#IshqAur Maths By: Zakir Khan

Jab kabhi yaad aaya kare tumko toh meri likhi kavitauyen padh lena.
bas ek wahi toh jagah hai,
jaha jhoot nahi bole hai maine kabhi. By: Zakir Khan

Zindgi me zyada nahi, bas inti si farmaish hai.
Ab tasveer se nahi, tafeel se milne ki khwahish hai. By: Zakir Khan

Siratin ke beech se,
surajj ban jaane ke kuch apne hi nuksaan hua karte hai. By: Zakir Khan

Loot rahe the khazane, maa baap ki chaav me.
Hum kaudiyon ke khatir, ghar chhod ke aa gaye By: Zakir Khan

Zakir khan quotes on life

Mai Explore karne nahi aya hun…
Mai Explode karne aya hunZakir khan

Zakir khan quotes on life

Naam Mera Abhi Hua hai, Ghamndi Mai Bachapan Se Zakir khan

Never Put Number to your Success
Jis Din Pura ho Gaya toh Kya KaregaZakir khan

Zakir khan, quote, mehnat

Maine apne Dimag mai ye Commition kar liya…
ke Duniya aise hi chanti hai… Zakir khan

Wo Kon hai.. is Baat ka sasabe bada hissa is baat ka hota hai…
ke wo Kahan se aya hai… Zakir khan

Bahot baar Log tumari Zindgi ke Villain nahi hai, Toh tum toda Chill karo Zakir khan

Zakir khan, Quotes, Haq se single

Haq se single quotes

To Boys: hum sare ke sare Understanding hone ka role play kar rahen hai..
hote toh hum Ghanta bhi nahi hai… Zakir khan

haq se single quotes

Hmm...
Acha...
Theek hai. Zakir khan

Biriyani mai… 
Ilachi kon Dalta hai BC… Zakir khan

haq se single quotes

 Jaruri thodi hai ke, jo Pathar tum maro use aam tute hi…
Kuch Kosise Taiyari ke liye bhi hoti hai… Bhole” Zakir khan

haq se single quotes

Bhai Breakup hone ke baad Ek Chutiya chiz hoti hai, Tumko Gaano ki Lyrics samjh ane lag jati hai… Zakir khan

haq se single quotes

99.99 problems ho rahi hai uska naam hai… 
Male EgoZakir khan

haq se single quotes


Mai Shunya pe sawaar hoon
Be adab sa mai khumar hoon
Mushkilo se mai kya darun
Mai khud keher hazaar hoon ..... Zakir khan

Mai shunya pe sawaar hoon, Zakir khan poem

Zakir Khan - When I meet a Delhi Girl

https://youtu.be/sIl8vsWrD8o

“Meri Dastaan sunana” Zakir Khan

https://www.youtube.com/watch?v=OQQ1sGphUj4

Social Profiles

Zakir Khan is active on Facebook, Twitter, Google Plus, Instagram and YouTube. People can follow him to know about his latest update.

  • Facebook Fan Page: facebook.com/kuchhtobhizakir
  • Twitter Handle: twitter.com/zakirism
  • Google Plus Profile: plus.google.com/u/0/+ZakirKhan
  • YouTube Channel: youtube.com/user/zakirkhan208
  • Instagram Handle: instagram.com/zakirkhan_208

zakir khan quote

ALSO READ: Zakir Khan: Father’s Day Quotes “Papa Yaar

For more on news and current affairs, please visit We Wishes.

like

dislike

love

funny

angry

sad

wow

WeWishes profile photo
WeWishes

wewishes.com is an online collection of inspiring quotes, motivational stories, startup stories, biography, festival events on every aspect of life where you would be able to find the value and power of yours’ self.

This site uses cookies. By continuing to browse the site you are agreeing to our use of cookies.