Irfan Khan (Irrfan Khan) film not only his acting but also his dialogue used to get into the hearts and minds of people. Just as he used to whisper romantic videos in his girlfriend's ear easily, he also used to threaten …
Irrfan Khan Dialogues
Irrfan Khan's entertaining films or social events, his dialogues were completely different in every film.
Log sunenge to kya kahenge … chutiya aashiqui ke chakkar mein mar gaya, aur laundiya bhi nahi mili
Irrfan Khan Dialogues
Yahan sabka ek hi takia-kalaam hai … hazaar ke note pe Bapu ko salaam haiIrrfan Khan Dialogues
Sirf insaan galat nahi hote … waqt bhi galat ho sakta haiIrrfan Khan Dialogues
Pyar andha hota hai … aur pyar mein padhne waale, usse badhe andhe hote hai
Irrfan Khan Dialogues
Neend na mashooka ki tarah hoti hai … waqt na do toh bura maanke chali jaati haiIrrfan Khan Dialogues
Sharafat ki duniya ka kissa hi khatam … ab jaisi duniya vaise humIrrfan Khan Dialogues
Pistol ki goli aur laundiya ki boli jab chalti hai … toh jaan dono mein hi khatre mein hoti haiIrrfan Khan Dialogues
Rishton mein bharosa aur mobile pe network na ho toh log game khelne lagte haiIrrfan Khan Dialogues
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai … aakhir is dard ki dawa kya hai?Irrfan Khan Dialogues
Mohabbat hai is liye jaane diya … zidd hoti toh baahon mein hotiIrrfan Khan Dialogues
Death aur shit … yeh do cheezen kisi ko, kahin bhi, kabhi bhi aa sakti haiIrrfan Khan Dialogues
Paisa agar bhagwan nahi hai … toh bhagwan se kam bhi nahi haiIrrfan Khan Dialogues
Aadmi jitna bada hota hai … uske chupne ki jagahein utni hi kam hoti haiIrrfan Khan Dialogues
Kahi baar choti choti nadaaniyo se nuksaan bada ho jaata haiIrrfan Khan Dialogues
Rishtey kisi guarantee card ke saath toh aate nahi haiIrrfan Khan Dialogues
Pyar mein joh galat hai … woh bhi sahi haiIrrfan Khan Dialogues
Hamari toh gaali par bhi taali parti haiIrrfan Khan Dialogues
Chhot khaya hua dost dushman se zyada khatarnak hota haiIrrfan Khan Dialogues
Galat waqt mein insaan galat faisla leta haiIrrfan Khan Dialogues
Kaam khatam hone ke pehle jashn nahi manate … nazar lag jati haiIrrfan Khan Dialogues
Chaal hum chalenge … sheh bhi hum denge … aur maat bhi hum dengeIrrfan Khan Dialogues
Husn apne aage peeche poori duniya ko nachata haiIrrfan Khan Dialogues
Ab yeh case aayega mere under … aur main karoonga iska encounterIrrfan Khan Dialogues
Ishq ka ek problem hai … agar ek ki lagi toh doosre ki bhi lagni hai kabhi na kabhiIrrfan Khan Dialogues
Shaitan ki sabse badi chaal yeh hai ki wo samne nahi aataIrrfan Khan Dialogues
Aur kya dekhna baaki hai … aapse dil laga ke dekh liyeIrrfan Khan Dialogues
Aap jism hai, main rooh … aap faani hai, main lafaaniIrrfan Khan Dialogues
“Galtiya bhi rishto ki tarah hoti hai, karni nahi padti, ho jati hai.”
“Beehad mein Baaghi Hote hai, dacait milte hai parliament mein.”
“Kisi bhi begunah ko, sazaa milne se achha hai, dus gunhagaar chuth jaye.”
“I think we forget things if there is nobody to tell them.”
“Bade sheharon ki hawa aur chotey sheharon ka pani, bada khatarnak hota hai.”
“Ek France banda, German banda speak wrong English, we no problem, Ek Indian banda say wrong English, banda hi bekaar ho jaata hai ji.”
“Yeh shehar hum mein jitna deta hai, badle mein kahin zyada hum se le leta hai.”
“Aur jaan se maar dena beta, hum reh gaye na, maarne mein der nahi lagayenge, bhagwan kasam.”
“Hunger can change everything you thought you knew about yourself.”
“The key to a happy life is to accept you are never actually in control.”
“Tum meri duniya chheenoge, main tumhari duniya mein ghus jaunga.”
“Total teen bar ishq kiya, aur teeno bar aisa ishq matlab jaanlewa ishq, matlab ghanghor hadd paar”