Irfan Khan (Irrfan Khan) film not only his acting but also his dialogue used to get into the hearts and minds of people. Just as he used to whisper romantic videos in his girlfriend’s ear easily, he also used to threaten …
Irrfan Khan Dialogues
Irrfan Khan’s entertaining films or social events, his dialogues were completely different in every film.
Log sunenge to kya kahenge … chutiya aashiqui ke chakkar mein mar gaya, aur laundiya bhi nahi mili
Irrfan Khan Dialogues

Yahan sabka ek hi takia-kalaam hai … hazaar ke note pe Bapu ko salaam hai
Irrfan Khan Dialogues

Sirf insaan galat nahi hote … waqt bhi galat ho sakta hai
Irrfan Khan Dialogues

Pyar andha hota hai … aur pyar mein padhne waale, usse badhe andhe hote hai
Irrfan Khan Dialogues

Neend na mashooka ki tarah hoti hai … waqt na do toh bura maanke chali jaati hai
Irrfan Khan Dialogues

Sharafat ki duniya ka kissa hi khatam … ab jaisi duniya vaise hum
Irrfan Khan Dialogues

Pistol ki goli aur laundiya ki boli jab chalti hai … toh jaan dono mein hi khatre mein hoti hai
Irrfan Khan Dialogues

Rishton mein bharosa aur mobile pe network na ho toh log game khelne lagte hai
Irrfan Khan Dialogues

India mein artist ki kadar nahi hai … aur India ke baahar, Indian artists ki
Irrfan Khan Dialogues

Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai … aakhir is dard ki dawa kya hai?
Irrfan Khan Dialogues

Mohabbat hai is liye jaane diya … zidd hoti toh baahon mein hoti
Irrfan Khan Dialogues

Death aur shit … yeh do cheezen kisi ko, kahin bhi, kabhi bhi aa sakti hai
Irrfan Khan Dialogues

Paisa agar bhagwan nahi hai … toh bhagwan se kam bhi nahi hai
Irrfan Khan Dialogues

Aadmi jitna bada hota hai … uske chupne ki jagahein utni hi kam hoti hai
Irrfan Khan Dialogues

Kahi baar choti choti nadaaniyo se nuksaan bada ho jaata hai
Irrfan Khan Dialogues

Rishtey kisi guarantee card ke saath toh aate nahi hai
Irrfan Khan Dialogues

Pyar mein joh galat hai … woh bhi sahi hai
Irrfan Khan Dialogues

Hamari toh gaali par bhi taali parti hai
Irrfan Khan Dialogues

Chhot khaya hua dost dushman se zyada khatarnak hota hai
Irrfan Khan Dialogues

Galat waqt mein insaan galat faisla leta hai
Irrfan Khan Dialogues

Kaam khatam hone ke pehle jashn nahi manate … nazar lag jati hai
Irrfan Khan Dialogues

Chaal hum chalenge … sheh bhi hum denge … aur maat bhi hum denge
Irrfan Khan Dialogues

Husn apne aage peeche poori duniya ko nachata hai
Irrfan Khan Dialogues

Ab yeh case aayega mere under … aur main karoonga iska encounter
Irrfan Khan Dialogues

Ishq ka ek problem hai … agar ek ki lagi toh doosre ki bhi lagni hai kabhi na kabhi
Irrfan Khan Dialogues

Shaitan ki sabse badi chaal yeh hai ki wo samne nahi aata
Irrfan Khan Dialogues

Aur kya dekhna baaki hai … aapse dil laga ke dekh liye
Irrfan Khan Dialogues

Aap jism hai, main rooh … aap faani hai, main lafaani
Irrfan Khan Dialogues

“Galtiya bhi rishto ki tarah hoti hai, karni nahi padti, ho jati hai.”

“Beehad mein Baaghi Hote hai, dacait milte hai parliament mein.”

“Kisi bhi begunah ko, sazaa milne se achha hai, dus gunhagaar chuth jaye.”

“I think we forget things if there is nobody to tell them.”

“Bade sheharon ki hawa aur chotey sheharon ka pani, bada khatarnak hota hai.”

“Ek France banda, German banda speak wrong English, we no problem, Ek Indian banda say wrong English, banda hi bekaar ho jaata hai ji.”

“Yeh shehar hum mein jitna deta hai, badle mein kahin zyada hum se le leta hai.”

“Aur jaan se maar dena beta, hum reh gaye na, maarne mein der nahi lagayenge, bhagwan kasam.”

“Hunger can change everything you thought you knew about yourself.”

“The key to a happy life is to accept you are never actually in control.”

“Tum meri duniya chheenoge, main tumhari duniya mein ghus jaunga.”

“Total teen bar ishq kiya, aur teeno bar aisa ishq matlab jaanlewa ishq, matlab ghanghor hadd paar”

- Subhash Chandra Bose Jayanti 2021: Wishes, Quotes, Messages, Status, Images
- Romantic ideas to propose your love for marriage
- Happy Makar Sankranti 2021: Wishes, Greetings, Messages, Quotes, Images
- Time Management: Tips to Boost your Productivity
- The Perfect Guide To Deal With The Problem Of Sweaty Hands